Thursday, August 20, 2020

What a Life!

What a Life!~2

something is raw and something is ripe.
missing moments missing for missing one...

rocking moment rocking for rocking one...

nothing is in our hand, everything is already type.😊

What a Life!~2

Only one thing is powerful in life
that is the value time..
A Lame Excuse not always crime...

everything is happened due to some reason,
nothings is yours and nothing is mine.

where Shine has dull and dull has shine...

What a life!~2

nothing true nothing permanent

everything moveable and always went

You are only the earth tenent...

We can't say what is prominent,

Enjoy the each moment in which you servive😊

What a life~2

Created by Atul Srivastav...

words from the depth of heart...
Mistakes avoid please...🙏

Monday, June 1, 2020

Bate dil ki..

किताबें इश्क.. लिखने की मुझे ..फुर्सत नहीं
अभी तक...बेवफाई पर मेरी ....तहकीकात जारी है,

Saturday, May 23, 2020

MAJDURO KI MAJBURI...

Majduro ki majburi kya khaak sunau shasan se,
agyat nhi h koi bnda unke dukh dhan, rashan se,

are dekh nhi skta h koi unke dukh drd ki pida ko,
pairo me chhale padh gye h, kaise bole raghubira(sarkar) ko,

bina mukkadar janme wo kya khaak dobara aayenge,
aisa lgta h hmko ab, kal pr tale lg jayenge,

Majdur hi pragati ka aadaar,
majdur ke kandho pr h bhaar,
us desh ka kya hoga tb haal,
mujdur jaha ke ho behaal...

Jai hind kru, jai ghos kru...
majdur diwas ke mahine me,
Atul prashashan se kre prathna,
sahyog kre ab jine me🙏.....

Jai hind! Jai Bharat!😔

EK DIN FIR SE AAYEGA....

ek din fir se aayega..
jb sbkuch bdl jayega...
fir se sbki manjile bn jayegi..
sbko rasta najar aayega..
bewafayi insano se ki to kya, khuda ki karigari se na krna..
wrna wkt itihas ko fir se dohrayega....
samal ja aye insan khuda ki kahar se phle...
wrna sach kha h kisi ne uski lathi me awaj nhi hoti...
jo boyega whi laut kr aayega...
ek din fir se aayega
jb sb bdl jayega.....
my creation🙏
Thank you😔

Achanak sb kuch badal gya...

achanak sbkuch badal gya...2
hm khus the, pr khusiyo ka daman dhal gya...
achanak sb kuch badal gya...2
Badal gye log, badal gye rog
Tham gyi dharti, tham gya ambar
panshiyo ka ghosla fir se lag gya...
achanak sbkuch badal gya.....2
kal koi ameer tha aur koi gareeb tha...
aaj to niklna dono ka hi bnd h..
kudarat ke kahar se syd tu samal gya...
achanak sabkuch badal gya...2
kha h kisi ne , ki wkt sbka aata h...
hr kisi ko kuch na kuch jarur sikha jata h...
nadiya saaf ho gyi, pollution jal gya...
achanak sbkuch badal gya...2
bandishe kha pasand thi insano ko,
aaj to puchkr niklna pdta h
.syd khud pr jb aati h to
har kisi ko smjhna pdta h..
badalne walo ke liye hi ye sb badal gya...
achanak sb kuch badal gya... 2
~~created by Atul Srivastava
(Live and Let others Live)🙏

Ma se hi to jiwan hai

Ma se mila ye jiwan hai...2
jb se janam huwa h tb se ma ko hr pal paya h,
hm pale bde jo kuch bhi h wo ma ka hi to saya h,
kru samarpit apna jiwan, khta ye mera mn h.
ma se hi to jiwan h...2
hlka sa bhi dukh hota h,
ma ka pyr hi dikhta h...
baki dunia ka kya khna,
sara pyr hi bikata h...
bhagwat bhkti se phle ma ki bhkti ka mn h...
ma se hi to jiwan h...2
jb bhi dukh hota h mujhko,
ma phle hi aati h,
apna hath lgakr sir pr,
dukh ko door bhgati h...
unki mamta ke aanchal me dunia ka sara dhan h....
ma se hi to jiwan h....2
ma hi meri phli teacher,
ma se hi to khusiya h,
motivation ma hai mera,
wrna meri kya duniya h,
Ma ke bare me likhne ko Atul ka jiwan bhi kam h,
Ma se hi to jiwan h~2
🙏created by Atul Srivastava
Happy Mother's day
🍫🍫🌹🌹❤❤😊😊
Ma hi h meri khusi ki wjh
Thank you very much!

Happy Mother's day
my first poem dedicated to my mother.